Sunday, February 2, 2014

An Urge to Learn Urdu... Raaz-e-Fitnah

Picked these lyrics from a song on Nescafe Basement : Kya Raaz-e-fitnah.
The song and the lyrics just reignited the urge in me to learn urdu. 

Kya raaz-e-fitnah hai rukh-e-husno jamaal mein !
Hungama hogaya hai Jahaan-e-Misaal mein !!

Yeh hai Fanaa-e-Ishq joh Parwaana jal gaya !
Kya Ramz hai 
Chiraagh ke iss Ishti'aal mein !!

Kya raaz-e-fitnah hai rukh-e-husno jamaal mein !
Hungama hogaya hai Jahaan-e-Misaal mein !!

Hayraan hai Shawq Pursukoon junoon chupa hua !
Pehchaan iss rood ko Zikr-e-jabal mein !!

Kya raaz-e-fitnah hai rukh-e-husno jamaal mein !
Hungama hogaya hai Jahaan-e-Misaal mein !!

Kya raaz-e-fitnah hai rukh-e-husno jamaal mein !
Hungama hogaya hai Jahaan-e-Misaal mein !!

Kya raaz-e-fitnah hai rukh-e-husno jamaal mein !
Kya raaz-e-
fitnah hai rukh-e-husno jamaal mein !



No comments:

Post a Comment